aik bachi apny parents ki buhat pyari thi.maan daily us ko nehla kar pyari se froq pehnati or us k balon main do poniyan b tite kar k bna deti.
wo bchi ko bnany sanwarny main koi kasar na chorti.
magar jo bat un ko roz paresahan kar rahi thi wo ye k bchi ki ankhain dn bdn bahir a rahi then.
us k parents nay us ka buhat ilaj karwaya lakin koi faraq nahi par aha tha. aik din aik hakeem nay us ki ankhain theek kar den.
lagon nay theek karny ka treeka pocha to hakeem nay jawab diya k
main nay bchi ki poniyan dheeli kar den to us ki ankhain andar chali gaen
