emaan ViP User


Warning:    Number of posts: 1325 Age: 26 Location: Rawalpindi Reputation: 46 Points: 1590 Registration date: 2007-11-07
 | Subject: poetry Wed 28 Nov 2007, 10:09 pm | |
| Kitnay Gum naam sawaloon main ulhaj jatay hain sab ko suljhatay hain or khud say ulhaj jatay hain
jaisay dhal jata hay sooraj ka badan ratoon main waisay hum bhi tayree aghosh main pighal jatay hain
tham laytay ho tum mayree bahain tanhaii main or hum bhi tayray sang khyaloon main nikal jatay hain
tum say milnay ka raha qayam hamain shok sada k khyalon main bhi tum nazar aao to sanwar jatay hain
ab bhi jaltay hain tayray pyar main umeed k cheragh ab bhi jab sham dhalay hum dair say ghar jatay hain
Ibteda ishq ki bay bakyon pay koi dosh naheee waqat k sath khyalaat badal jatay hain
Is qadar tooot k chaha na kero mujh ko dost Loog manzil paay Aa k rasta badal jatay hain
|
|
Angel Senior Moderator


Warning:    Number of posts: 4148 Age: 27 Location: SAPNO KI DUNIYA MAIN Reputation: 25 Points: 632 Registration date: 2007-09-25
 | Subject: Re: poetry Wed 28 Nov 2007, 10:25 pm | |
| |
|
SAJID Moderator


Warning:    Number of posts: 6477 Age: 28 Location: Pakistan Reputation: 18 Points: 808 Registration date: 2008-09-29
 | Subject: Re: poetry Tue 04 Nov 2008, 12:45 am | |
| |
|