Us kay hontoon ka tabassum rahay qaim "YA RUB"
Us kay "JAVEEN" main khushion ka basera kar day
Tu meray karbb ki raaton ko bhalay na kaat
Us ki her sham kay aakhir mai "SAWERA" kar day
Us kay "DIL" kay kisi koney mai jaga day mujh ko
Us ki "AANKHON" ko meray sapnon say hera kar day
Ye meray "DIL" ki dua hai "Meray Mula Sun Lay"
Saari dunia say chuppa kar Ussay Mera Kar Dai