kaash main tayray haseen hat ka kungun hota ,
tu baray pyar say chaoo say baray maan kay sat ,
appni nazuk see kalaiee main charatee mujhko,
aur baytabee say fursat kay khizan lamhoon main,
tu kisi sounch main doubi ghumatee mujh ko,
main tayri hat ki khushboo say mahak sa jata,
jub kabhi mood main aaker mujhay chuma kerti,
tayray hhutoon ki main hidat say dhak sa jata,
rat ko jab tu neendoon kay safer per jatee,
mermaree hat ka ek takiya banaya kertee,
main tayray kan say lag ker kaiee batyeen kerta,
tayray gal ko tayri zulfoon ko chuma kerta ,
jab kabhi tu band kuba kholnay lagtee janaan,
apni akhoon ko tayray husan say khayrah kerta,
mujhako baytab sa rakhta tayree chaht ka nasaha,
main tayray jismm kay aguan main khankhant rhata,
kuch nahi to yahi baynam sa bandhan hota,
kaash main tayry hasaieen hat ka kunggun hota,