gaye dino ka soragh lai kar
kidhar sey aaya kidhar gaya
ajeeb manoos ajnabi tha,
maikadey ko jaganey wala woh
raat ki neend uraney wala woh
yeh aaj kiya us k jee mein aai
jis k shanoon pey haat rakh kar
safar socha tha manzaloon ka
woh hijar ki raat ka tara
woh hum nafs hum sukhan humara,
bas!yehi dua hey sada
naam us ka rahey piyara