sweety ViP User


Warning:    Number of posts: 1728 Age: 65 Location: PAKISTAN Reputation: 19 Points: 545 Registration date: 2008-03-10
 | | funny sms | |
Itnay dino se jalanay nahi aya Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.
Un ki gali say guzray,ajab ittefaq tha Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha
dosti main fanni kharabi...........Munqata hi ho geya saab silsila Is tarha toota hai un se wasta....jis tarha T.V main toote rabta
Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb uthiye jaldi se ke peghame amal laya hoon ghar main hain filhal jitne bhi purane jote aap bhi jake badal lain main badal aya hoon
|
|